Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


armaanon ke iss gulshan mein tum aaye ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah sagar ke sang lehar kiran suraj ke saath mein chalti hai shama hamesha parwane ki chaahat mein hi jalti hai phool mein khushboo rehti hai aur seep mein moti rehta hai tera mera hoga milan dharti se ambar kehta hai mere hothon pe rehna har dam saazon mein chhupi sargam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se main tere saath mein ab rahoonga sadda maine lee hai kasam hai mera faisla aakhri saans tak hum na honge juda yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam
yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le koi naya sapna nighaahon mein to hai koi naya saathi nayi raahon mein to hai dil jo milenge taqdeer banegi zindagi ki nayi tasveer banegi pyaar mein ye dil beqaraar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le yaar humien paisa nahin pyaar chahiye koi manchaaha dildaar chahiyeee heere moti aise jahaan dil na tulle sapnon ka aisa sansaar chahiye yeh bhi hoga thoda intezaar karle yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le
yaar chulbula hai haseen dilruba hai jhooth bolta hai magar zara zara to bolo ji phir kya kare deewana to bolo ji phir kya kare deewana ye kise pata hai ye husn ki adaa hai tumko dil diya hai magar zara zara to dekho ji dhoke mein aa naa jaana to dekho ji dhoke mein aa naa jaana yaar chulbula hai chhodo sharaarat shabaab ke hai din bachpan ke shaayad janaab ke hai din chhodo sharaarat shabaab ke hai din bachpan ke shaayad janaab ke hai din bas isi adaa pe hum sanam tumhare ho liye kiss tarah yakeen humko aaye ye to boliye to sun lo to sun lo to sun sun sun sun sun to sun lo ji kehta hai kya zamaana to dekho ji dhoke mein aa naa jaana yaar chulbula haiiiii uljhe se baalon ka hai ye haal kya tumne jo dekha to aa gaya nasha uljhe se baalon ka hai ye haal kya are tumne jo dekha to aa gaya nasha chal raha hai teer dil bachaaiye bachaaiye pehle nainon ki jhuki kamaan to uthaaiye to dekho to dekho to de de de de de to dekho ji dil ho gaya nishaana to bolo ji phir kya kare
hoo yaar dildaar tujhe kaisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye yaar dildaar tujhe kaisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye paisa kya karna hai tere liye jeena hai tere liye jeena hai tere liye marna hai yaar dildaar tere jaisa chaahiye pyaar ke liye magar paisa chaahiye hoo yaar dildaar tujhe kaisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye dil kahin aur aankh kahin aur mere jhoothe baalmaa tere dil mein chor dil kahin aur hai aankh kahin aur mere jhoothe baalmaa tere dil mein chor daulat ka deewaanaaa banta hai parwaanaa parwaana to naam badnaam nahin aisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye yaar dildaar tere jaisa chaahiye pyaar ke liye magar paisa chaahiye saathi tere saath mein aise aisi raat mein dulhan jaise ho koi choron ki baaraat mein saathi tere saath mein aise aisi raat mein dulhan jaise ho koi choron ki baaraat mein loot jaayegi raaniiiii teri ye jawaaniii ye jawaani tujhe nighebaan mere jaisa chaahiye pyaar ke liye magar paisa
yaar hamaari baat suno aisaa ik insaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho yaar hamaari baat suno aisaa ik insaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho koi hai chaalaak aadmii koi seedha saadaa koi hai chaalaak aadmii koi seedha saadaa ham mein se har ek hai paapi thoda koi zyaadaa ho koi maan gayaa re koi rooth gayaa ho koi pakda gayaa koi chhoot gayaa yaar hamaari baat suno aisaa ik beimaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho is paapan ko aaj sazaa denge milkar ham saare is paapan ko aaj sazaa denge milkar ham saare lekin jo paapi na ho vo pehlaa patthar maare ho pahale apna mann saaf karo re phir auron kaa insaaf karo yaar hamaari baat suno aisaa ik nadaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho yaar hamaari baat suno aisaa ik insaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi
hoo hoo aaaa aaaa aaaa ho oo yaar ki gali din bahaar ka haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye yaar ki gali din bahaar ka haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo yaar ki gali din bahaar ka haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo ek teri nazar hai ek meri nazar hai ek teri nazar hai ek meri nazar hai beech mein ab nahin aur koi parda hai na deewaar koi bas isi ka to intzaar tha haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo baat chhup chhup ke meri jaan kar nahin raaz apna hai kisi ka dar nahin baat chhup chhup ke meri jaan kar nahin raaz apna hai kisi ka dar nahin pyaar karle aaj toh dil khol ke aaa roz dilbar kahan milega aisa haseen mauka aaaa aaa haath se mila haath yaar ka haay aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo dil tera bhi pyasa dil mera bhi pyasa dil tera bhi pyasa dil mera bhi pyasa yun doobe mohabbat mein jaani ke sar se guzar jaye paani kis kadar ye dil
hoo hoho hooo hoooooo hoo hoho hooo hoooooo hoo hoho hooo hoooooo hoo hoho hooo hoooooo heyyyyyy yaar ki khabar mil gayi pyaar ki nazar mil gayi door thi bahot manzil apni paas hi magar mil gayi gayi hoo hoho hooo hoooooo hoo hoho hooo hoooooo yaar ki khabar mil gayi pyaar ki nazar mil gayi door thi bahot manzil apni paas hi magar mil gayi gayi hoo hoho hooo hoooooo hoo hoho hooo hoooooo aisa hai samma ke hum dil lage thamne jaane kya paiyaam diya humen iss shaam neeeee hoooo oooooo oooooo aisa hai samma ke hum dil lage thamne jaane kya paiyaam diya humen iss shaam ne bada tadpaaya mera dil kisi naam ne aaya wo maqaam ab nazron ke saamne unn ki gali bhi humen mil jaayegi jinki dagar mil gayi gayi yaar ki khabar mil gayi gayi hey pyaar ki nazar mil gayi gayi door thi bahot manzil apni paas hi magar mil gayi gayi aate jaate raston mein yaaron se ye poochha ek hi sawaal tha huzaaron se ye poochha kahaan pe wo phool hai bahaaron se ye poochha kahaan pe wo chaand hai
yaar ko apne dhokha de kar bhool na kar nadaan yaar ki yaari rab ki pooja donon ek samaan yaar di chokhat kaaba kaashi raam rahima yaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi raam rahima yaar hai mitra wo hain sachche peer payamber wo hain sachche peer payamber karm jinhaan da pyaar hai mitra karm jinhaan da pyaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi ashik banda rab nu pyara dhushman ho sansaar to kya ashik banda rab nu pyara dhushman ho sansaar to kya ishq ne parvat paani kite chandi ki deewaar to kya yaar ki khatir sooli chadhke ishq gul e gulzaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi raam rahima yaar hai mitra wo hain sachche peer payamber wo hain sachche peer payamber karm jinhaan da pyaar hai mitra karm jinhaan da pyaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi
yaar mere meri baahon mein aaja yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja sharmaa gayi kyun aankhen dulhan si khushboo ye tere sehme badan ki mann mein jagaaye koi chubhan si aa pyaar ban ke mann mein samaa jaa yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja dil ki ye soyi dhadkan jagaa ke aise hanso naa aankhen churaa ke aanchal mein pyaase dil ko chhupaa ke pyaas ye mere dil ki bhujha jaa yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja baahon mein aaja baahon mein aaja
hooooooooo oooooo ooooooo barson baad mili hai humkooo barson baad mili hai humko kismat waali raat barson baad mili hai humko kismat waali raat tere main sadd ke jaawaan hoye yaar tere sab naach rahe teri sajj ke chali baarat tere main sadd ke jaawaan aaj hi poore honge ab dil ke armaan tumhaare kuchh naa kuchh to ho ke rahegaaaaa kuchh naa kuchh to ho ke rahe jab hogi dil ki baat kuchh naa kuchh to ho ke rahega jab hogi dil ki baat tere main sadd ke jaawaan dulhe ke dil mein kya kya ye baat naa koi jaane jiss ke liye bechain hai tuuuuuuu jiss ke liye bechain hai tu wo bigdi banegi baat jiss ke liye bechain hai tu wo bigdi banegi baat tere main sadd ke jaawaan koi hasrat rahe naa baaki aisa rang jamaa leeeee agar ye mauka nikal gaya tooooooo agar ye mauka nikal gaya to malta rahega haath agar ye mauka nikal gaya to malta rahega haath tere main sadd ke jaawaan yaar tere sab naach rahe hain yaar tere sab naach rahe teri sajj ke chali baarat tere main sadd ke jaawaan
Yaara O Yaara
yaaraa aaa aaa o yaaraa tujhse mila mujhe jeene ka ishaara tune mere sehmi si hasti ko ubhaara sun meri jaan tujhpe qurbaan meri har saans par hai tera ahsaan kaise jaayega utaara saaibaaa hoo oo oo oo saaibaa tujhsa nahin koi duniyaa mein pyaara tu hi meri manzil tu hi sahaara dil ke mehmaan kahaa mera maan tere chale jaane se jaane lagi jaan jaldi aana tu dubaara saaibaa pehan liya maine tere pyaar ka gehna pehan liya maine tere pyaar ka gehna mushkil hai ab tere bin rehna nainon se keh de din raat na behnaa nainon se keh de din raat na behnaa preet mein padta hai birhaa bhi sehna saaibaaa hoo oo oo oo saaibaa kal kya hoga kuchh na bichaara saunp diya maine tujhe roop ye kunwaara dil ke mehmaan kahaa mera maan tere chale jaane se jaane lagi jaan jaldi aana tu dubaara saaibaa lage rahen pehre tooti na zanjeeren lage rahen pehre tooti na zanjeeren kar kar haara main to sab tadbeeren na jaane chahat ki kaisi hain taqdeeren na jaane chahat ki kaisi hain taqdeeren
hum cheez hain bade kaam ki yaaram humen kaam pe rakh lo kabhi yaaram ho hum cheez hain bade kaam ki yaaram ho sooraj se pehle jagaayenge aur akhbaar ki sab surkhiyaan hum gungunaayenge pesh karenge garm chai phir koi khabar aayi na pasand toh end badal denge ho munh khuli jamhaai par hum bajaayein chutkiyaan dhoop na tum ko lage khol denge chhatariyaan peechhe peechhe din bhar ghar daftar mein le ke chalenge hum tumhaari filen tumhaari diary gaadi ki chaabiyan tumhaari ainakein tumhaara laptop tumhaari cap phone aur apna dil kanwaara dil pyaar mein haara bechara dil aur apna dil kanwara dil pyaar mein haara bechara dil yeh kehne mein kuchh risk hai yaaram naaraz naa ho ishq hai yaaram ho raat savere shaam ya dopehari bandh aankhon mein le ke tumhe ungha karenge hum takiye chaadar mehake rehte hain jo tum gaye tumhari khushboo soongha karenge hum o o o o zulf mein phansi huyi khol denge baaliyaan kaan khinch jaaye agar kha lein meethi gaaliyaan chunte chale pairon
aa aa aa aa aa aa aa gar khuda mujh se kahe gar khuda mujh se kahe kuch maang ae bande mere main ye maangoon main ye maangoon mehfilon ke daur yun chalte rahein hum pyaala o hum niwaala o hum safar humraaz hon taa qayamat taa qayamat jo chiraagon ki tarah jalte rahein yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi pyaar ho bandon se ye ooooo pyaar ho bandon se ye sabse badi hai bandagi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi saaz e dil chhedo jahan mein saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada hey saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada jin dilon mein pyaar hai un se baharein ho fida pyaar le ke noor aaya pyaar le ke noor aaya pyaar le ke saadgi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre jaan bhi jaaye agar jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin hey jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin apne ho
yaari haiiiiii phoolon se meri yaari haiiiii pyaari haiiiii kali bhi mujhe pyaari hai din dooben yaa shaam dhale gaate huye hum to chale are yaari haiiiiii phoolon se meri yaari haiiiii are pyaari haiiiii kali bhi mujhe pyaari hai din dooben yaa shaam dhale gaate huye hum to chale are yaari haiiiiii phoolon se meri yaari haiiiii laaaaaaa lalaaaaaa laaaaa lala la laaaaa jab hum jhoomen ambar ghoomen chalte hain to raahen chale saath mein mastaane hum hum ko kya ghum rehti har dam manzil mere haath mein are yaari haiiiiii phoolon se meri yaari haiiiii are pyaari haiiiii kali bhi mujhe pyaari hai din dooben yaa shaam dhale gaate huye hum to chale are yaari haiiiiii phoolon se meri yaari haiiiii laaaaaaa lalaaaaaa laaaaa lala la laaaaa aandhi toofan baadal bijli ban ke tan ke rukte nahin hum kahin duniyaa mein to jo hai ab hai apna sab hai kal humne dekha nahin are yaari haiiiiii phoolon se meri yaari haiiiii are pyaari haiiiii kali bhi mujhe pyaari hai din dooben yaa
yaari ho gayi haan yaari ho gayi yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu pyaar ko kaam kya jhoote sansaar se yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu haan yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu pyaar ko kaam kya jhoote sansaar se haan yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu ho yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu husn bheege bheege aakaash ke tale jaane hum jal jana lag kar yaar ke seene se choor thakan se hoke jab saans na chale humko jeevan mil jaata hai zehar ke seene se jeete hain pyaar se marte hain pyaar se yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu umm umm umm yaar se lak tunu tunu dharam sada apna to hasna bolana lukna chhupna kya jaane hum oot mein aanchal ke karam sada apna to khulke doolana lehraati bayiyaan hai aur ye taan hai payal ki goonjati har gali prem jhankaar se yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu ho yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu pyaar ko kaam kya jhoote sansaar se yaari ho gayi yaar se lak tunu tunu
sare mehfil mera imaan beimaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga mera qaatil mere ghar mein mera mehmaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye khudaya bhej de jannat se tu apni bahaaron ko sajaa de aasmaan tu raah mein inki sitaaron ko sharik e zindagi hona tera ehsaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga nahin the hum kisi kaabil jagah de di humen dil mein kare hum shukriyaa kaise ke rakh li laaj mehfil mein naa phoolon ki tamanna hai naa chahat hai sitaaron ki tumhare pyaar ke aage zarurat kya bahaaron ki tumhari baahon mein rehna mera armaan ho gaya ho yaaro
yaaro dosti badi hi haseen hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to ho raazdaar be garaz tera ho yaar koi to ho raazdaar yaaro mohabbat hi to bandgi hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to dilbar ho yaar jisko tujhse ho pyaar koi to dilbar ho yaar teri har ek buraai pe daante wo dost ghum ki ho dhoop to saaya bane tera wo dost naache bhi wo teri khushi mein arre yaaro dosti badi hi haseen hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to ho raazdaar be garaz tera ho yaar koi to ho raazdaar tan mann kare tujh pe fida mehboob wo palkon pe jo rakhe tujhe mehboob wo jiski wafa tere liye ho arre yaaro mohabbat hi to bandgi hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to dilbar ho yaar jisko tujhse ho pyaar koi to dilbar ho yaar
selora selora selora selora selora selora baaa ba ba ba ba ba babdu ba babdu ba ba ba ba babdu ba yaaro humaara kya chal den jidhar chaahen bottle ki gardan mein daale huye baahen naa aa naa humaara koi pora naa humaari koi joru naa humaara koi pora naa humaari koi joru yaaro humaara kya chal den jidhar chaahen bottle ki gardan mein daale huye baahen hey ae ae hum nahin sunte baat kisi ki father ho ya laama aa gaye pehan ke kisi ka ho payjaama la lala la lala la la la la la la la are hum nahin sunte baat kisi ki father ho ya laama are aa gaye pehan ke kisi ka ho payjaama are tai kisi ki gale baandh ke phirte hain aawaara tai kisi ki gale baandh ke phirte hain aawaara na na na naa humaara koi pora naa humaari koi joru naa humaara koi pora naa humaari koi joru yaaro humaara kya chal den jidhar chaahen bottle ki gardan mein daale huye baahen sone ki zanjeer badan pe na muththi mein paise are phir koi dilrubaaye ruke paas to kaise sone ki zanjeer badan pe na muththi
yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna ooo ooo ooo aaa aaa aa aaaaa rahe na kuchh aaj sab luta do dilon mein jitna hai pyaar baaki rahe na kuchh aaj sab luta do dilon mein jitna hai pyaar baaki rang hon jitne bhi yahin saja do hogi na kal ye bahaar baaki hansi ke charaag jalao ho gayi raat jawaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna kisi ke liye koi luta to ghum kya jeene ko ek ye khushi bahut hai kisi ke liye koi luta to ghum kya jeene ko ek ye khushi bahut hai mile na mile ek sanam ki bahen mujhe tumhari dosti bahut hai dekho aise door na jaao pyaar ka yahi hai sama bheeg jayen aaj palken aao hansen itna ho yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna aao hansen itna aao hansen itna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaar Badal Na Jaana Talaash (2003) 05:18 18100
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 18100   

Yaar Bina Chain Kahaan Re Saaheb (1985) 04:31 18064
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 04:31   Song Number : 18064   

Yaar Chulbula Hai Dil Deke Dekho (1959) 05:54 13092
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 05:54   Song Number : 13092   

Yaar Dildaar Tujhe Kaisa Chhailla Babu (1977) 06:10 18412
 
Poster of Chhailla Babu (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:10   Song Number : 18412   

Yaar Hamaari Baat Suno Roti (1974) 04:02 32776
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:02   Song Number : 32776   

Yaar Ki Gali Din Bahaar Ka Ulta Seedha (1985) 04:17 37142
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri
Duration : 04:17   Song Number : 37142   

Yaar Ki Khabar Mil Gayi Ram Balram (1980) 08:34 14064
 
Poster of Ram Balram (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 08:34   Song Number : 14064   

Yaar Ko Apne Dhokha Dekar Ram Bharose (1977) 02:51 40329
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Tajdar Taj
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 02:51   Song Number : 40329   

Yaar Mere Meri Baahon Mein Aaja Jeevan Rekha (1974) 03:10 31034
 
Poster of Jeevan Rekha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Jagdish J
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 03:10   Song Number : 31034   

Yaar Tere Sab Naach Rahe Hain Shakka (1981) 05:40 18522
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Pental, Prem Chopra, Various
Duration : 05:40   Song Number : 18522   

Yaara O Yaara Benaam (1974) 04:29 39295
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:29   Song Number : 39295   

Yaara O Yaara Ram Teri Ganga Maili (1985) 04:51 32136
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Mandakini
Duration : 04:51   Song Number : 32136   

Yaaram Ek Thi Daayan (2013) 04:55 32583
 
Poster of Ek Thi Daayan (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 04:55   Song Number : 32583   

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zindagi Zanjeer (1973) 06:24 21424
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Pran
Duration : 06:24   Song Number : 21424   

Yaari Hai Phoolon Se Meri Shikshaa (1979) 06:31 16321
 
Poster of Shikshaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Others
Duration : 06:31   Song Number : 16321   

Yaari Ho Gayi Yaar Se Do Chor (1972) 04:48 13144
 
Poster of Do Chor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:48   Song Number : 13144   

Yaaro Ab Kya Hoga Ab Kya Hoga (1977) 05:40 12615
 
Poster of Ab Kya Hoga (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Neetu Singh
Duration : 05:40   Song Number : 12615   

Yaaro Dosti Rockford (1999) 04:20 16793
 
Poster of Rockford (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Sohail
Duration : 04:20   Song Number : 16793   

Yaaro Humaara Kya Abhilasha (1968) 05:54 39939
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:54   Song Number : 39939   

Yaaro Mera Saath Nibhaao Pyasi Sham (1969) 03:59 19221
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:59   Song Number : 19221